How To Create A Free Blog And Earn Money

 How To Create A Free Blog And Earn Money:-



how_to_make_free_blog_and_earn_money

Hii guys,ap sabhi ka fir se hamare
blog par swagt hai.Mai hu Bappi Kumar ,Extra-Education Ka owner.Friends aj ka post ekdam mast hai.aj mai es post me apko btaunga ki blog kaise banate hai aur us blog se paise kaise earn kare full process in hindi:-
Friends ap sabhi log chahte honge ki apko bhi google me sabhi log jane.google me apka bhi ek identity ho.ap bhi chahte honge ki ap bhi google ke through paise kise  kamaye.
So,ap es post ko first se last tak padhte rahe.friends sabse pahle to mai apko batata hu ki:


Blog Kya hota hai?

=Google par hum kuch bhi search karte hai.aur google me hume uska bahut sare results milte hai.aur jo results hume google se milte hai usi results ko blog kahte hai.
Friends blog 2 types ki hoti hai.
1)Blogspot
2)Wordpress

Jab google 1998 me launch/invent huya tha. tab public ke bich jyada develop nahi huya tha.bahut kam log google ke bare me jante the.aur esi wajah se google apni company ko jyada se jyada public ke bich me publish karne ke liye google company ne ek system launch kiya.jiska name tha blog(blogspot).es system ke through public esme apna view likh skta tha.aur uske badle me google company usko kuch money($)bhi pay karta.jaise jaise sabhi chize develop kiya vaise hi google ne bhi ek system develop kiya jiska name tha wordpress.Friends wordpress  Blog se thora jyada featurable tha.es bar google ne wordpress me thori jyada subidha diya gaya blogspot se.

But friends agar ap blogging me new hai to mai apka recommend karunga ki ap blogspot se starting kare.kyuki agar ap wordpress se starting karna chahte hai to apko sabse pahle top level domain kharidna parega.jaise ki .com,.in etc ye sab kharidne ke liye apko kuch money pay karna prega aur jab ap top level domain kharid lenge tabhi ap wordpress par account banakar starting kar sakte hai.otherwise ap wordpress par account nahi bana sakte.baki blog or wordpress ke bare me hum blogging ke agle(next) post me bat karenge tab tak apne topic ki taraf chalte hai.
Frienda agar apki blogging ye sab ke bare me jyada knowledge nahi hai to mai apko fir se warn kar rha hu ap money invest na hi kare.aur blogspot se hi starting kare.taki ap free me blog bana paye.aur agar ap blogging sambhalne nahi sake to ap ese chhor bhi sakte hai.esme apka koe bhi loss nahi hoga.
ab bina time liye hum chalte hai apne topic ki taraf;


Blog banane ka fayde:-

=Friends blog banana ke bahut sare fayde hai.bahut se log alag-alag fayde ke liye blogging karte hai.jaise ki Koe Technology se related janne ya dusro ke teach karne ke liye,to koe apne hunar(skill) dikhane ke liye,To koe apne ap ko famous karne ke liye,To koe Earning kar karne ke liye blogging karte hai..Aur koe 100 me se 10 log passion ke liye blogging karte hai.Muje nahi lgta hai ki aj koe log passion ke liye blogging karte hai.unhe paise se koe.matlab nahi hota hai.but muje jaha tak lgta hai aj sabhi log paisa kamane ke liye blogging karte hai.aur sahi bat hai ap blogging se bahut sare paise kama sakte hai.but eske liye apko mehnat karni pregi.dosto blogging karne ke kayi aur bhi fayde hai.jaise ki apka bhi google me ek alag hi identity ban jayegi.ap bhi google ke ek member kah layenge.agar ap apne blog par bahut achhe-achhe post likhenge to sayad apki likhne ki kabiliyat(hunar)dekhkar koe company apko job bhi de sakti hai.kyuki kayi company google par worker dhundhti rahti hai.blogging ke bahut sare fayde hai.jo ki hum kabhi aur bat karenge.filhal apne focus par ate hai.to ayiye jante hai:

Also read>>

Blog Create karne ke liye kya-kya chahiye?

=Blog create karne ke liye apke pas ek pc(computer) hone chahiye.agar apke pas computer nahi hai to don't worry ap mobile se bhi blog create kar sakte hai.aur apke pas ek gmail account hona chahiye.
1) Computer or Android phone(data connection available)
2) Gmail account

Also read>>

Now follows these step:-

HOW TO MAKE/CREATE 
BLOG:-

STEP1:-Sabse pahle ap chrome browser open kare(Note:-ap koe bhi browser open kar sakte hai jisme desktop mode open ho)
STEP2:-Ab chrome ke left corner me click karke desktop mode me app ko change kar le.
STEP3:-Ab google me blogspot.com search kare.ya fir niche diye link se direct blogspot par chale jaye.

Blogspot.com

STEP4:-Create a new blog par click kare.

STEP5:-Ab email aur password fill karke login par click kar de.
STEP6:-Ab apko apne blog ke complete details ke bare me fill karna hai.jaise ki blog ke title,blog address,template etc.


  1. TITLE:-Title me apne new blog ka name likhna hai.jaise mere blog ka name extra-education hai.vaise hi apko bhi apne blog ka title likhna hai.
  2. ADDRESS:-Yaha par apko apne blog ka link set karna hai.Blogspot par lakho logo ne account banaya hai.so apki pasand ka URL ublabdh na ho.aur error likh de..agar eroor likh deta hai to link me koe digit jaise ki 1965 ya fir koe word add kar de.
  3. TEMPLATE:-Ap apne blog ke liye ek template chune.filhal apne blog ke liye ek yaha se template chun le.
  4. Complete setting karne ke bad create blog par click kar de.
STEP7:-Ab jaise hi create a blog par click karenge to apka new blog completely banke ready ho jayega.aur apke samne es tarah se ek dashboard open ho jayegi.yaha par click karke ap apne blog par new post likh sakte hai.

Congrats ab apka blog puri tarah se banke taiyar ho chuka hai.ab achhi achhi post likhe aur apne blog par mehnat karke jaldi se adsense approved karva le.taki apki earning jaldi se start ho jaye.
Agar apko blog create karne me koe bhi problem aa rha hai to comment kare.hum apki help zroor se zroor karenge.
agar ye post achha laga ho to apne dosto ke sath share socialmedia par zroor kare.
                      ~THANKS FOR VISITING~
Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad

Sports