What You Will Do After Make A New Blog

 What You Will Do After Make A New Blog

What you will do after make a new blog:-Hii guys,welcome to our blog TechAllHow , i hope ap sabhi log achhe honge.aj mai apke liye blog se related ek article laya hu.agar ap blog ya website me new hai to ye post khas apke liye fully detail me samjhaya hu ki blog banane ke ek new blogger ko kya karna chahiye taki uska blog sundar dikh sake or visitors apke blog me visiti karne ke liye thora bhi na soche na bhi na hichkichaye.
Aur jaisa ki hum jante hai ek successful blog banane ke liye hume koi achhi si site se site se pahle hosting leni parti hai,ek top level domain khridna parta hai.jaisa ki maine pahle article me bataya tha.agar apne pahle wala article nahi padha to ye padhyiye.


jab ap hosting,top level domain etc kharid lenge tab apki blog par jyada visitors aane lagenge.apka blog top10 me show hone lagegi.aisi bat nahi hai ki blogger ki post google me top10 me nahi aate .aate hai lekin jab post old ho jata hai tab aur jaise-jaise apka blog old hota jayega tab sayad apka post google ke first list me show ho sakta hai.
aur agar ap blog se jyada earning karna chahte hai tab apko ye sab domain,hosting ye sab lena parega.aur ye sab ke liye apko money pay karna prega.



Lekin ek new blogger kabhi bhi ye sab me paisa invest karna nahi chahta hai.kyuki usko first time blogging me nahi lagta ki uska paisa return ho payega ya jitna vo invest kar rha hai utna paisa vo blogging se earn kar sakta hai.dosto ye mera kgud ka experience hai.but mai apko bata du ki ap blogging se etna paisa kama skate hai.jitna ap soch bhi nahi sakte hai.Vasarte apka content achha hona chahiye,apka blog ka post google me first page me aani chahiye,aur tab apki earning etna jayada hogi ki ap soch bhi nahi payenge.ya soche bhi nahi honge.but ye sab to bad ki bad hai agar ap blogging me naye hai to mai janta hu ki ap blogging ki plateform hi select karenge.kyuki blogging ekdam free hai esme koe bhi paise nahi lagte hai.but blogging ke platform par apko utni achhi subidha nahi mil pata hai jitna ki Pay kiye gaye yani Wordpress par milti hai.yahi reason hai ki wordprees wale jyada earning karte hai blogging wale se.esliye mai ye post likh rha hu taki ap blogger ka plateform par rah kar bhi wordpress jaisi blog designing kar sakte hai.aur apka content google ke first page me aane ke easy hoga.aur eake liye apme talent bhi honi chahiye article ko likhne ki.to chaliye bat karte hai ki-

Blog ko banane ka bad kya-kya karna hota hai:-

Designing Of blog
一一一一一一一一一
Blog ki designing audience ki no. 1 pasand hai.visitors vahi blog ya website jyada pasand karte hai jo best designed hota hai.aur usi designed blog pe visitiors visit karna jayada pasand karte hai.bahut se blogger apne blog desingning par dhyan nahi dete hai aur vo 25% visitors loss(miss)kar dete hai.Esliye blog ko apne hisab se best design kare.taki visitors apka blog ko bhi pasand kare aur jyada visit karke apke blog par time spent kare taki apki earning bhi jyada ho.To chahliye Designing kaise karte hai uska bat kar lete hai.

How to design blog:-

1)Template
Ab bat karte hai template ki.blog designing me template ki aham role hota hai.ap tabhi apne blog ko best designing kar sakte hai jab ap ek achhe template ko apne blog par lagayenge.to ab bat ati hai-
template kaisi honi chahiye?
Ap vahi template use kariyega jo mobile friendly,seo friendly ho.mai apko recommend karunga ki ap Responsive template hi apne blog par setup kare.kyuki responsive template me vo sabhi chiz maujud hai jo ek blogger ko chahiye.aur agar ap dusra template use karna chahte hai to dhyan rakhe ki us template me ye sab chizo se fullfill rhe.

  1. Mobile friendly
  2. Seo friendly
  3. Adsense friendly
  4. Fast loading
  5. Simple colour
  6. Better menu bar
Ap jo bhi template apne blog me lagayenge usme ye 6 chizo se fulfil hona chahiye.

2)Menu Bar
Ab template ke bad bat karte hai Menu Bar ki,ye apke blog me rhna bahut jyada jaroori hai.kyuki ap bahut type ke post likhenge aur sab post mix ho jayega aur visitors ko apna manpasand  post mil nahi payega.esliye apne blog me menu bar zaroor rakhyega.vaise sabhi template me pahle hi menu bar ki Gadget add hota hai.aur agar apke template me menu bar nahi hai to add kar le.

3)Widget
Ab hum bat  karenge blog me widgets ki .ye apka 3rd aham role nibhata hai apka blog me designing ke liye,ye sab widget bhi apke blog me rha zroori hai.esse apke blog me char chand lag jayenge aur visitiors apke blog ko jyada pasand karne lagenge.Widget ka apke blog me bahut kam hota hai.esse visitor's apka jyada-se-jyada post ko dekh sakenge.jisse visitor apke blog par jyada time spend karenge jisse apka earning me bhi fayda hoga.ab bat karte hai ki kon-kon si widget apne blog me add karni hai.

  1. Popular post
  2. Latest post
  3. Recent post
  4. Recent comment
  5. Category
ye sab widget apne blog me zroor add kar le.

4)Search box
Widget ke bad ate hai search box me.ye apka 4th best gadgets hai.ye bhi apka blog me rhna bahut mayine rkhta hai.Esse jab visitiors apke blog visits karenge aur unka manpasand post nahi milega .to vo search box me vo apke post ko search karke us post par visit kar sakte hai.esliye search box ki gadgets ko apne blog ke top ne add kare taki audpar ience ko ye asani se mil jaye aur unhe apke post search karne me jyada paresani na ho.

5)Remove Extra gadgets

Ab bat ata hai extra gadgets ki.jab ap template ko apne blog ne lagayenge to vaha apko bahut se extra or unusual gadgets alredy setup rhenge.jo apka blogging ke 10% designing ko bad look kar deta hai.aur apka blog thora slow loading bhi hone lagta hai.jisse 15% visitors ko loss kar dete hai.esliye mai kuch extra gadgets ka name bata rha hu jise ap apne blog se remove/hide kar de.

  1. Powered by 
  2. Created by
  3. Navbar
  4. Blog ke bich me diye gaye menu bar
  5. Blogs me country specific url ko bhi band kar de.
6)Kuch Extra gadgets ko adds kare:-
Koe-koe gadgets khrab hote hai to koe-koe extra gadgets achhe bhi hote hai.jo apka blogging ki designing me help karta hai.ese hum apne blog me set karenge taki hamara blog aur achha dikhe.jo apke liye faydemand proof bhi hoga.mai kuch gadgets ka name bata rha hu.jise ap apne blog me fit/add kar lijiyega.


•Contact us

Esse visitiors apke blog ke sath jur(jion)sakte hai aur apse contact bhi kar sakte hai.jisse apke aur apke visitors ke bich achha relationship bana rhega.

•Social media widget's

Ye widgets bhi apke blog ke liye bahut mayine rkhta hai.esse apke blog ke visitors apke sath social media par bhi jion ho sakte hai.aur jab ap apne post ko socail media par share karenge to apke visitiors/audience  post ko asani se dekh sakenge aur padh sakenge.


•Follow by email


•Comment 


vaise ye gadgets sabhi template me pahle se diya huya rahta hai.ye gadgets apke template me rahna cumpolsory hai.but agar apke template me ye nahi hai to add kar de.kyuki agar visitors ko apke post me koe bhi problem hogi to vo comment karke apse help mang sakta hai.aur ho sake to uske comment ki wajah se dusre  visitors ko bhi fayda ho.So,ye gadgets ko setting me jaker add/enable kar de.


•Page


•Search box

Jab ap apne blog me upar ke sabhi gadgets ko add kar lenge.tab ye last kam apko apne blog ke liye karna hota hai.ye bahut-bahut jyada zroori hai.apko apne blog ko search engine se connect karna hoga.jisse apka blog google,yahoo,bing etc me apka post show hone lagega.aur apka traffic bhi badhega.jisse apka earnning bhi dugni(double) ho jayega.esliye search box se apne blog ko connect karna bahut zroori hai.


*Something Extra for blog:-


Ye sab jo apne upar padha vo sab to blog ke designing ke bare me tha.ab mai apko blog me kuch extra settings karne ke liye bataunga jisse apke blog me jyada visitors aa sake.aur adsense account jaldi approve ho sake.
Sabse pahle ap apne blog ke setting me jaker Https:/ ko enable kare i mean No se Yes kar de,description ko achhe-achhe word se fill kare(kyuki jab bhi apne blog ka link kisi ke sath share karoge tab description wala word  hi apke link ke niche show hoga),fir meta tag ko enable kare,fir setting ke language me jaker Text converter ko bhi enable kar de.aur ye sab karne ke bad apne blog ka sitemap banaye aur search consol me submit kar de.
Ab bat karte hai:.

Blog ke pages ke bare me:-
Blogger ko apne blog par page create karna bahut zroori hai.agar ap ek new blogger hai to apko apne blog par 4-5 pages ko create karke add karna bahut zroori hai.jisse apka adsense approve hone me bahut madad hogi.blog par pages hone se adsense jaldi hi approve hota hai.jisse apka earning bhi jaldi hi start ho jayega.Mai apko kuch pages ka name bata deta hu jo apka adsense approve hone me bahut madad karega.

  1. About us
  2. Contact us
  3. Declimare
  4. Term&Conditions
  5. Privacy policy
eske alava agar apko aur jyada pages add karna hai to ap kar sakte hai.lekin ye 5 pages apne blog par hona zroori hai.


To friends ye sab karne ke bad hi apka blog website ki tarah dikhega.aur jyada visitors aayenge. aur blog ko design aur traffic badhane ke kafi help milo hogi.esme mai vo har chiz mention kiya hu .jo ek naye(new)blog par hona zroori hai.
Ab apko google me Ye seb search karne ki zroorat ni-
how to designing blog?
Blog ko design kaise kare?
Blog ko website ki tarah kaise banaye?
Blog banane ke bad kya kare?
Ek naye blogg me kya-kya karna chahiye?

Ab ye sab google me search karne ka zroorat ni hai kyuki apka ye sabhi sawal ka jbab hamara ye post hai.ye post ye sabka answer hai.
aur agar fir bhi apko koe problem hoti hai to niche comment box me comment kare ham apka help zroor karenge
Agar hamara ye post achha laga ho to apne dosto ke sath socialmedia par zroor share kare.taki unhe v blog ko design karne me help mil sake.aur vo bhi ek successful blogger ban sake.

     ~Thanks for Visiting~
Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad

Sports